Sunday 24 September 2017

DD Freedish Mein Signal Settig Kaise Kare Step by step Process


DD Freedish Mein Signal Settig Kaise Kare Step by step Process

Dosto DD Freedish Idia Ki Free To Air Dth Service Hai. 2016 Ke End Tak DD Free Dish Mein 150 Se Jyaada Free Channels Add Ho Gaye Hai. Usliye India Me DD Free Dish Ka Crazze Din-Pratidin Badha Raha Hai. Aaj Mein Apko Yeh Bataunga Ki DD Freedish Mein Signal Settig Kaise Kare. Agar Apke DD Freedish Mein No Signal kA Issue Aa Raha Hai Toh Aap Meri Yeh Post Jarur Padhe. Is Topic Ko Padhakar Aap Aasani Se DD Freedish Ka No Signal Ka ProblemThik Kar Sakonge.
6

DD Freedish Mein Signal Settig Kaise Kare ?

DD Freedish DTH Mein Agar No Signal Ka Problem Aa Raha Hai Toh Sabse Pehle Remote Mein Se Signal Ya Info Button Press Kijiye. Apke Tv Sreen Par Signal Information Ka Window Open Hoga.
Aapko  Signal Info Window Mein Kuch Frequency Number Bhi Dikhenge. Agar Apke Set Top Box Mein Frequency Number Sahi Honge Toh Hi Apka DD Free Dish Ke Set Top Box Mein signal Aayenge. Agar Apke Set Top box Mein Frequency Sahi Nahi Hai Toh Aap Pehle Sahi Frequency Number Add Kare. Frequency Number Add Karane Karne Ki Process Janae Ke Liye Niche Ki Link Open Kijiye.

Use Jarur Padhe: DD Free Dish me Channels/Frequency add kaise kare

DD Freedish ke Set top Box Mein Aap Niche Diye ZGaye Frequency Number Add Kare. Niche Diye Gaye Frequency Number mein Se Koi Ek Frequency Number STB Mein Add Karde.
11090 v 29500 (DDFreedish)…………………………….16 TV CHANNELS 6 RADIO CHANNELS
11170 v 29500 (DDFreedish)…………………………… 16 TV CHANNELS 6 RADIO CHANNELS
11470 v 29500 ((DDFeedish)…………………………… 16 TV CHANNELS 6 RADIO CHANNELS
11510 V 29500 (DDFreedish)…………………………… 16 TV CHANNELS6 RADIO CHANNELS
11550 v 29500 (DDFreedish)……………………………  16 TV CHANNELS 8 RADIO CHANNELS
11550 h 29500(DDFreedish)……………………….        16 TV CHANNELS 0 RADIO CHANNELS
Aap Frequency Number Daal Denge Tab Signal  Intensity Mein Signal Aa Jayega. Agar Signal  Intensity 0 % Dikha Raha Hai toh Samjle ke Aapke LNBF Ya Coxial Cable Mein Kharabi Hai. Dish Antena Mein Lage Cable Connector Ko Nikal Kar Set Finder Laga Kar 18 V Aa Rahe Ya Nahi Wo Check Kijiye. Agar 18V Set Finder Dikha Raha Hai Toh LNBF Check Kar ke Change Kar Sakte Hai . aur Nahi Dika Raha Toh Chack Kijiye.
2
Ab Signal Quality Lane Ke Liye Aapko Dish Antena Ko track Kar Ke Signal Set Karna Padega. Dosto DD Freedish GS 15 Setellite Se Chalta Hai. GS 15 Sattelite 93.5° East Par Hai. Yani Ki Hume Dish Ka Elivation 93.5° East Mein Set Karna Padega. Aap East Disha Mein Dish antena  Track Karenge toh Apke Set of box mein Signal Set Ho Jayenge.
Signal Settig ho Jaye Tab Dish Antena Ke Nuts Bolt Achhi Tarah Se Tite Kar Dijiye. Ab Aap Dd Freedish Ke Set box mein Channels Autotune Kijiye. DD Freedish Ke Sabhi Channels Apke STB Mein Aa Jayenge.

No comments:

1 TO 250 LED & LCD REPAIR CLICK LINK DATA 251 TO 500 LED & LCD REPAIR CLICK LINK DATA 551 TO 750 LED & LCD REPAIR CLICK LINK DAT...